कहीं न जा, आज कहीं मत जा, फिर मिले ना मिले
ल: कहीं न जा, आज कहीं मत जा
(फिर मिले ना मिले
ये पल ये शमा बाहों मे आजा
कहीं न जा आज कहीं मत जा - 2)
ल: (ये जो बस में कदम नहीं तेरे
मैं संवारूंगी दुआ संग तेरे
तेरे दिल की मंज़िल है यहाँ - 2)
कि: जाने वफ़ा, सच है किसको पता
फिर मिले ना मिले
ये पल ये शमा बाहों में आ जा
(मेरी राहों का दिया तेरी आँखें
मेरे गम की दवा तेरी बातें
तो फिर और जाना है कहाँ - 2)
ल: कहीं न जा, आज कहीं मत जा …
उलझन तेरी मैं सब जानूं
तुझे तेरी तरह पहचानूं
जो मैं हूँ तो ग़म क्यों जानेजां
कि: हो जब दिल हुआ जब तेरा दीवाना
ठोकर में है सारा ज़माना
मेरा क्या करेगा ये जहाँ
जाने वफ़ा सच है किसको पता
फिर मिले ना मिले, बाहों में आ जा
ल: कहीं न जा, आज कहीं मत जा …
la: kahīṅ na jā, āj kahīṅ mat jā
(phir mile nā mile
ye pal ye śhamā bāhoṅ me ājā
kahīṅ na jā āj kahīṅ mat jā - 2)
la: (ye jo bas meṅ kadam nahīṅ tere
maiṅ saṅvārūṅgī duā saṅg tere
tere dil kī maṅzil hai yahāṇ - 2)
ki: jāne vafā, sach hai kisko patā
phir mile nā mile
ye pal ye śhamā bāhoṅ meṅ ā jā
(merī rāhoṅ kā diyā terī āṇkheṅ
mere gam kī davā terī bāteṅ
to phir aur jānā hai kahāṇ - 2)
la: kahīṅ na jā, āj kahīṅ mat jā …
uljhan terī maiṅ sab jānūṅ
tujhe terī tarah pahchānūṅ
jo maiṅ hūṇ to ġham kyoṅ jānejāṅ
ki: ho jab dil huā jab terā dīvānā
ṭhokar meṅ hai sārā zamānā
merā kyā karegā ye jahāṇ
jāne vafā sach hai kisko patā
phir mile nā mile, bāhoṅ meṅ ā jā
la: kahīṅ na jā, āj kahīṅ mat jā …