कहाँ तक ये मन को अँधेरे छलेंगे
कहाँ तक ये मन को अँधेरे छलेंगे
उदासी भरे दिन, कभी तो ढलेंगे
कभी सुख, कभी दुःख, यही जिन्दगी है
ये पतझड का मौसम, घड़ी दो घड़ी है
नए फूल कल फिर डगर में खिलेंगे
उदासी भरे दिन ...
भले तेज कितना हवा का हो झोंका
मगर अपने मन में तू रख ये भरोसा
जो बिछड़े सफ़र में तुझे फिर मिलेंगे
उदासी भरे दिन ...
कहे कोई कुछ भी, मगर सच यही है
लहर प्यार की जो, कही उठ रही है
उसे एक दिन तो, किनारे मिलेंगे
उदासी भरे दिन ...
kahāṇ tak ye man ko aṇdhere chhaleṅge
udāsī bhare din, kabhī to ḍhaleṅge
kabhī sukh, kabhī duḥakh, yahī jindgī hai
ye patjhaḍ kā mausam, ghaṛī do ghaṛī hai
nae phūl kal phir ḍagar meṅ khileṅge
udāsī bhare din ...
bhale tej kitnā havā kā ho jhoṅkā
magar apne man meṅ tū rakh ye bharosā
jo bichhaṛe safar meṅ tujhe phir mileṅge
udāsī bhare din ...
kahe koī kuchh bhī, magar sach yahī hai
lahar pyār kī jo, kahī uṭh rahī hai
use ek din to, kināre mileṅge
udāsī bhare din ...