कहाँ तक ये मन को अंधेरे छलेंगे
कहाँ तक ये मन को अंधेरे छलेंगे
उदासी भरे दिन कहीं तो ढलेंगे
कभी सुख कभी दुख, यही ज़िंदगी हैं
ये पतझड़ का मौसम घड़ी दो घड़ी हैं (2)
नये फूल कल फिर डगर में खिलेंगे
उदासी भरे दिन कहीं तो ढलेंगे
भले तेज कितना, हवा का हो झोंका
मगर अपने मन में तू रख ये भरोसा (2)
जो बिछड़े सफ़र में तुझे फिर मिलेंगे
उदासी भरे दिन कहीं तो ढलेंगे
कहे कोई कुछ भी, मगर सच यही है
लहर प्यार की जो कहीं उठ रही है (2)
उसे एक दिन तो किनारे मिलेंगे
उदासी भरे दिन कहीं तो ढलेंगे
kahāṇ tak ye man ko aṅdhere chhaleṅge
udāsī bhare din kahīṅ to ḍhaleṅge
kabhī sukh kabhī dukh, yahī ziṅdgī haiṅ
ye patjhaṛ kā mausam ghaṛī do ghaṛī haiṅ (2)
naye phūl kal phir ḍagar meṅ khileṅge
udāsī bhare din kahīṅ to ḍhaleṅge
bhale tej kitnā, havā kā ho jhoṅkā
magar apne man meṅ tū rakh ye bharosā (2)
jo bichhaṛe safar meṅ tujhe phir mileṅge
udāsī bhare din kahīṅ to ḍhaleṅge
kahe koī kuchh bhī, magar sach yahī hai
lahar pyār kī jo kahīṅ uṭh rahī hai (2)
use ek din to kināre mileṅge
udāsī bhare din kahīṅ to ḍhaleṅge