कहा करे कोई चुरा लिया दिल को
कहा करे कोई चुरा लिया दिल को
मैं तो कहूं तुमने बचा लिया दिल को
आरज़ू है यही के नसीबा खुले
आप जैसा हमें फिर मिले ना मिले
कहा करे कोई …
इक बात पूछूं सच सच कहोगे
आँखें बदल के चल तो न दोगे
बस इसी ख़ौफ़ से दिल हमारा जले
आप जैसा हमें …
ये जान-ओ-दिल सब रख दूं लुटा के
इक बार देखो तो आजमा के
ज़िंदगी डाल दी हमने कदमों तले
कहा करे कोई …
kahā kare koī churā liyā dil ko
maiṅ to kahūṅ tumne bachā liyā dil ko
ārazū hai yahī ke nasībā khule
āp jaisā hameṅ phir mile nā mile
kahā kare koī …
ik bāt pūchhūṅ sach sach kahoge
āṇkheṅ badal ke chal to na doge
bas isī khauf se dil hamārā jale
āp jaisā hameṅ …
ye jān-o-dil sab rakh dūṅ luṭā ke
ik bār dekho to ājmā ke
ziṅdgī ḍāl dī hamne kadmoṅ tale
kahā kare koī …