Kah doon tumhe yaa choop rahoon

कह दूँ तुम्हे या चूप रहूँ
Work
Year
Language

कह दूँ तुम्हे या चुप रहूँ, दिल में मेरे आज क्या है
जो बोलो तो जानू, गुरु तुमको मानू
चलो ये भी वादा है

सोचा है तुमने के चलते ही जाए
तारों से आगे कोई दुनिया बसाए
सोचा है के तुम्हे रस्ता भूलाये
सूनी जगह पे कई छेड़े, डराए
अरे ना ना, हाय रे ना ना, ये ना करना, नहीं रे, नहीं रे........

सोचा है तुमने के कुछ गुनगुनाये
मस्ती में झूमें ज़रा, धूमें मचाये
सोचा है ये के तुम्हे नजदीक लाये
फूलों से होठों की लाली चुराए
अरे ना ना, हाय रे ना ना, ये ना करना, नहीं रे, नहीं रे........

kah dūṇ tumhe yā chup rahūṇ, dil meṅ mere āj kyā hai
jo bolo to jānū, guru tumko mānū
chalo ye bhī vādā hai

sochā hai tumne ke chalte hī jāe
tāroṅ se āge koī duniyā basāe
sochā hai ke tumhe rastā bhūlāye
sūnī jagah pe kaī chheṛe, ḍarāe
are nā nā, hāy re nā nā, ye nā karnā, nahīṅ re, nahīṅ re........

sochā hai tumne ke kuchh gungunāye
mastī meṅ jhūmeṅ zarā, dhūmeṅ machāye
sochā hai ye ke tumhe najdīk lāye
phūloṅ se hoṭhoṅ kī lālī churāe
are nā nā, hāy re nā nā, ye nā karnā, nahīṅ re, nahīṅ re........