कह दो कि तुम हो मेरी वरना ... यही अदा तो एक सितम है
कह दो कि तुम हो मेरी वरना
जीना नहीं मुझे है मरना
देखो कभी ना ऐसा करना
यही अदा तो एक सितम है
सुनो तुम्हें मेरी कसम है
कह दो कि तुम हो मेरी …
तुम आज मुझसे एक वादा कर लो
फिर ना कोई शरारत करोगे
जितनी मोहब्बत मैं करती हूँ तुमसे
मुझसे तुम उतनी मोहब्बत करोगे
यही अदा तो एक सितम …
कल दिल दुखाया था मैने तुम्हारा
इस बात का आज तक मुझको ग़म है
ये सोच कर माफ़ कर देना मुझको
मेरी ये पहली मोहब्बत है जानम
यही अदा तो एक सितम …
शिकवे गिले यूं सब हैं कल की कहानी
अब ज़िंदगी भर खफ़ा हम ना होंगे
अब मैं तुम्हारा हूँ और बस तुम्हारा
मर जाऊं भी तो जुदा हम ना होंगे
अब खफ़ा हम ना होंगे बेवफ़ा हम ना होंगे
यही अदा तो एक सितम …
kah do ki tum ho merī varnā
jīnā nahīṅ mujhe hai marnā
dekho kabhī nā aisā karnā
yahī adā to ek sitam hai
suno tumheṅ merī kasam hai
kah do ki tum ho merī …
tum āj mujhse ek vādā kar lo
phir nā koī śharārat karoge
jitnī mohabbat maiṅ kartī hūṇ tumse
mujhse tum utnī mohabbat karoge
yahī adā to ek sitam …
kal dil dukhāyā thā maine tumhārā
is bāt kā āj tak mujhko ġham hai
ye soch kar māf kar denā mujhko
merī ye pahlī mohabbat hai jānam
yahī adā to ek sitam …
śhikve gile yūṅ sab haiṅ kal kī kahānī
ab ziṅdgī bhar khafā ham nā hoṅge
ab maiṅ tumhārā hūṇ aur bas tumhārā
mar jāūṅ bhī to judā ham nā hoṅge
ab khafā ham nā hoṅge bevafā ham nā hoṅge
yahī adā to ek sitam …