Title (Indic)वो मेरी तरफ़ यूँ चले आ रहे हैं WorkKafila Year1952 LanguageHindi Credits Role Artist Music Husanlal Bhagatram Performer Kishore Kumar Writer Brajendra Gaud LyricsHindiवो मेरी तरफ़ यूँ चले आ रहे हैं कि अरमान धड़कन से टकरा रहे हैं वो मेरी तरफ़ यूँ उन्हें देखने को उठीं मेरी नज़रें मुझे देखते ही झुकी क्यों उन की पलकें न जाने वो क्यों हम से शरमा रहे हैं कि अरमान धड़कन से टकरा रहे हैं वो मेरी तरफ़ यूँ जो कलियाँ खिली हैं तो गुल भी खिलेंगे निगाहें मिली हैं तो दिल भी मिलेंगे कि साँसों से पैग़ाम आ-जा रहे हैं कि अरमान धड़कन से टकरा रहे हैं वो मेरी तरफ़ यूँ उन्हें देख कर दिल लगा रंग लाने है दिल क्या कहीं बात माने न माने कि हम दिल कि हरकत से घबरा रहे हैं कि अरमान धड़कन से टकरा रहे हैं वो मेरी तरफ़ यूँ Englishvo merī taraf yūṇ chale ā rahe haiṅ ki armān dhaṛkan se ṭakrā rahe haiṅ vo merī taraf yūṇ unheṅ dekhne ko uṭhīṅ merī nazreṅ mujhe dekhte hī jhukī kyoṅ un kī palkeṅ na jāne vo kyoṅ ham se śharmā rahe haiṅ ki armān dhaṛkan se ṭakrā rahe haiṅ vo merī taraf yūṇ jo kaliyāṇ khilī haiṅ to gul bhī khileṅge nigāheṅ milī haiṅ to dil bhī mileṅge ki sāṇsoṅ se paiġhām ā-jā rahe haiṅ ki armān dhaṛkan se ṭakrā rahe haiṅ vo merī taraf yūṇ unheṅ dekh kar dil lagā raṅg lāne hai dil kyā kahīṅ bāt māne na māne ki ham dil ki harkat se ghabrā rahe haiṅ ki armān dhaṛkan se ṭakrā rahe haiṅ vo merī taraf yūṇ