Kaee sadiyon se, kaee janmon se

कई सदियों से, कई जन्मों से
Work
Year
Language

कई सदियों से, कई जन्मों से
तेरे प्यार को तरसे मेरा मन
आ जा, आ जा के अधूरा है अपना मिलन

राहों में कही नज़र आया, अपने ही ख़यालों का साया
कुछ देर मेरा मन लहराया, फिर डूब गयी आशा की किरण

सपनों से मुझे न यूँ बहला, पायल के सोये गीत जगा
सुनसान है जीवन की बगियाँ, सुना है बहारों का आँगन

kaī sadiyoṅ se, kaī janmoṅ se
tere pyār ko tarse merā man
ā jā, ā jā ke adhūrā hai apnā milan

rāhoṅ meṅ kahī nazar āyā, apne hī khayāloṅ kā sāyā
kuchh der merā man lahrāyā, phir ḍūb gayī āśhā kī kiraṇ

sapnoṅ se mujhe na yūṇ bahlā, pāyal ke soye gīt jagā
sunsān hai jīvan kī bagiyāṇ, sunā hai bahāroṅ kā āṇgn