कई बार यूं ही देखा है
ये जो मन की सीमा रेखा है
मन तोड़ने लगता है
अन्जानी प्यास के पीछे
अन्जानी आस के पीछे
मन दौड़ने लगता है
राहों में, राहों में, जीवन की राहों में
जो खिले हैं फूल फूल मुस्कुराके
कौन सा फूल चुराके, रख लूं मन में सजाके
कई बार यूं ही देखा है …
जानूँ न, जानूँ न, उलझन ये जानूँ न
सुलझाऊं कैसे कुछ समझ न पऊँ
किसको मीत बनाऊँ, किसकी प्रीत भुलाऊँ
कई बार यूं ही देखा है …
kaī bār yūṅ hī dekhā hai
ye jo man kī sīmā rekhā hai
man toṛne lagtā hai
anjānī pyās ke pīchhe
anjānī ās ke pīchhe
man dauṛne lagtā hai
rāhoṅ meṅ, rāhoṅ meṅ, jīvan kī rāhoṅ meṅ
jo khile haiṅ phūl phūl muskurāke
kaun sā phūl churāke, rakh lūṅ man meṅ sajāke
kaī bār yūṅ hī dekhā hai …
jānūṇ na, jānūṇ na, uljhan ye jānūṇ na
suljhāūṅ kaise kuchh samajh na paūṇ
kisko mīt banāūṇ, kiskī prīt bhulāūṇ
kaī bār yūṅ hī dekhā hai …