कद्दू का मृदंग ... कलेले की हो गई सगाई
हे कद्दू का मृदंग बजाया
नींबू काट मझीला
तुलई साथ में ताली माले
झूम के गाए खीला
अरे खीला नई खीरा र र
अरे वही तो बोल लहा हूँ खीला
अच्छा तो बोल खीला
कलेले की अरे करेले की
कलेले की हो गई सगाई
सकलकंद नाचन को चली आई
हूं सूलन गोभी तबला बन गए
लौकी बनी शहनाई
सकरकंद सकलकंद हाँ हाँ
अले वावा ले वावा ले ले वाले वा
लूठ के बैठा प्याज से आलू
उसको दूल से छेड़े कचालू
अलबी ने बात बनाई
सकलकंद …
अरे सकरकंद क्या नाचेगी मैं नाच के दिखाता हूँ
त त ता
कीड़ी मकौड़े की चाल
मकोड़ी कीड़े की चाल
कीड़ी मकोड़े की चाल चाल
कीड़ी मकोड़े की चाल हाँ
दिल्ली मुम्बई हो या भटिंडा
हल कोई मांगे बैंगन टिण्डा
भिण्डी तो सबको ही भाई
सकलकंद …
गाल के जैसे लाल टमाटल
सबका कले बुला हाल टमाटल
पलवल ने प्रीत जगाई
सकलकंद चली आई
सकलकंद …
he kaddū kā mṛdaṅg bajāyā
nīṅbū kāṭ majhīlā
tulaī sāth meṅ tālī māle
jhūm ke gāe khīlā
are khīlā naī khīrā ra ra
are vahī to bol lahā hūṇ khīlā
achchhā to bol khīlā
kalele kī are karele kī
kalele kī ho gaī sagāī
sakalkaṅd nāchan ko chalī āī
hūṅ sūlan gobhī tablā ban gae
laukī banī śhahnāī
sakarkaṅd sakalkaṅd hāṇ hāṇ
ale vāvā le vāvā le le vāle vā
lūṭh ke baiṭhā pyāj se ālū
usko dūl se chheṛe kachālū
albī ne bāt banāī
sakalkaṅd …
are sakarkaṅd kyā nāchegī maiṅ nāch ke dikhātā hūṇ
ta ta tā
kīṛī makauṛe kī chāl
makoṛī kīṛe kī chāl
kīṛī makoṛe kī chāl chāl
kīṛī makoṛe kī chāl hāṇ
dillī mumbaī ho yā bhaṭiṅḍā
hal koī māṅge baiṅgan ṭiṇḍā
bhiṇḍī to sabko hī bhāī
sakalkaṅd …
gāl ke jaise lāl ṭamāṭal
sabkā kale bulā hāl ṭamāṭal
palaval ne prīt jagāī
sakalkaṅd chalī āī
sakalkaṅd …