Kabiraa nirbhay raam jape ... mahafil men teree yoon hee rahe

कबिरा निर्भय राम जपे ... महफ़िल में तेरी यूँ ही रहे
Work
Year
Language

आ: कबिरा निर्भय राम जप
जब लगदी में बाति ?
तेल घटा बाती बुझी
सोवेगा दिन-राति

र: महफ़िल में तेरी यूँ ही रहे
जश-ए-चराग़ाँ
आँखों में ही ये रात
ग़ुज़र जाये तो अच्छा

आ: साच बराबर तप नहीं
झूठ बराबर पाप
जा के हिरदय साच है
ता के हिरदय आप

र: जा कर तेरी महफ़िल से
कहाँ चैन मिलेगा
अब अपनी जगह अपनी
ख़बर जाये तो अच्छा

आ: जब मैं था तब हरि नहीं
अब हरि है मैं नाहीं
सब अंधियारा मिट गया
जब दीपक देखा माहिं

र: जिस सुबह की तक़दीर में
लिखी हो जुदाई
उस सुबह से पहले
कोई मर जाये तो अच्छा -2

ā: kabirā nirbhay rām jap
jab lagdī meṅ bāti ?
tel ghaṭā bātī bujhī
sovegā din-rāti

ra: mahafil meṅ terī yūṇ hī rahe
jaśh-e-charāġhāṇ
āṇkhoṅ meṅ hī ye rāt
ġhuzar jāye to achchhā

ā: sāch barābar tap nahīṅ
jhūṭh barābar pāp
jā ke hirday sāch hai
tā ke hirday āp

ra: jā kar terī mahafil se
kahāṇ chain milegā
ab apnī jagah apnī
khabar jāye to achchhā

ā: jab maiṅ thā tab hari nahīṅ
ab hari hai maiṅ nāhīṅ
sab aṅdhiyārā miṭ gayā
jab dīpak dekhā māhiṅ

ra: jis subah kī taqdīr meṅ
likhī ho judāī
us subah se pahle
koī mar jāye to achchhā -2