ā
kabhī khuśhī kabhī ġham
nā judā hoṅge ham
kabhī khuśhī kabhī ġham ā ā
merī sāṇsoṅ meṅ tū hai samāyā
merā jīvan to hai terā sāyā
terī pūjā karūṇ maiṅ to hardam
ye haiṅ tere karam
kabhī khuśhī kabhī ġham
subah-o-śhām charṇoṅ meṅ diye ham jalāeṇ
dekheṅ jahāṅ bhī dekheṅ tujhko hī pāeṇ
in laboṅ pe terā bas terā nām ho
pyār dil se kabhī bhī na ho kam
ye haiṅ tere karam
kabhī khuśhī kabhī ġham
ye ghar nahīṅ hai maṅdir hai terā
is meṅ sadā rahe terā baserā
o ye ghar nahīṅ hai maṅdir hai terā
is meṅ sadā rahe terā baserā
khuśhbuoṅ se terī ye mahaktā rahe
āe jāe bhale koī mausam
ye haiṅ tere karam
kabhī khuśhī kabhī ġham
merī sāṇsoṅ meṅ …
ā
kabhī khuśhī kabhī ġham
nā judā hoṅge ham
kabhī khuśhī kabhī ġham
tere sāth hoṅgī merī duāeṇ
āeṇ kabhī nā tujh pe koī balāeṇ
merā dil ye kahe tū jahāṇ bhī rahe
har ghaṛī har khuśhī chūme tere kadam
ye haiṅ tere karam
kabhī khuśhī kabhī ġham
ā
kabhī khuśhī kabhī ġham
nā judā hoṅge ham
kabhī khuśhī kabhī ġham
kyā bebsī hai ye kyā majbūriyāṇ
ham pās haiṅ phir bhī kitnī haiṅ dūriyāṇ
jism tū jān maiṅ terī pahchān maiṅ
mil ke bhī nā mile ye hai kaisā bharam
ye haiṅ tere karam
kabhī khuśhī kabhī ġham
nā judā hoṅge ham