Kabhee tanhaaiyon men hamaaree yaad aaegee

कभी तनहाइयों में हमारी याद आएगी
Year
Language

कभी तनहाइयों में
हमारी याद आएगी
अंधेरे छा रहे होंगे
के बिजली कौंध जाएगी
कभी तनहाइयों में यूँ…

ये बिजली राख कर जएगी तेरे प्यार की दुनिया - 2
ना फिर तू जी सकेगा और, ना तुझको मौत आएगी
कभी तनहाइयों में यूँ…

kabhī tanhāiyoṅ meṅ
hamārī yād āegī
aṅdhere chhā rahe hoṅge
ke bijlī kauṅdh jāegī
kabhī tanhāiyoṅ meṅ yūṇ…

ye bijlī rākh kar jaegī tere pyār kī duniyā - 2
nā phir tū jī sakegā aur, nā tujhko maut āegī
kabhī tanhāiyoṅ meṅ yūṇ…