कभी राज़-ए-मोहब्बत ... दिल की कहानी रंग लाई है
कभी राज़-ए-मोहब्बत
दिल की कहानी रंग लाई है -2
अल्ला दुहाई है दुहाई है -2
साँसे हैं हल्की-हल्की आँखें हैं छलकी-छलकी -2
आज तो जाँ पे बन आई है
अल्ला दुहाई है …
किसी को भी मुहब्बत के न फन्दे में ख़ुदा डाले
ये जब चाहे बना डाले ये जब चाहे मिटा डाले
कोई इसका भरोसा है न कुछ इसका ठिकाना है
( कोई इसका ) -2 भरोसा है न कुछ इसका ठिकाना है
किसी को ज़िन्दगी दे-दे किसी का घर जला डाले
क्यूँकि वल्लाह ये बड़ी हरजाई है
अल्ला दुहाई है …
हमेशा ज़िन्दगी से खेलते हैं इश्क़ के मारे
ये अपनी-अपनी क़िस्मत है कोई जीते कोई हारे
अरे तौबा ये दस्तूर-ए-मोहब्बत भी क़यामत है
( अरे तौबा ) -3 ये दस्तूर-ए-मोहब्बत भी क़यामत है
रहो ख़ामोश तो दिल को जलाएँ ग़म के अंगारे
और आहें भरो तो रुसवाई है
अल्ला दुहाई है …
kabhī rāz-e-mohabbat
dil kī kahānī raṅg lāī hai -2
allā duhāī hai duhāī hai -2
sāṇse haiṅ halkī-halkī āṇkheṅ haiṅ chhalkī-chhalkī -2
āj to jāṇ pe ban āī hai
allā duhāī hai …
kisī ko bhī muhabbat ke na phande meṅ khudā ḍāle
ye jab chāhe banā ḍāle ye jab chāhe miṭā ḍāle
koī iskā bharosā hai na kuchh iskā ṭhikānā hai
( koī iskā ) -2 bharosā hai na kuchh iskā ṭhikānā hai
kisī ko zindgī de-de kisī kā ghar jalā ḍāle
kyūṇki vallāh ye baṛī harjāī hai
allā duhāī hai …
hameśhā zindgī se khelte haiṅ iśhq ke māre
ye apnī-apnī qismat hai koī jīte koī hāre
are taubā ye dastūr-e-mohabbat bhī qayāmat hai
( are taubā ) -3 ye dastūr-e-mohabbat bhī qayāmat hai
raho khāmośh to dil ko jalāeṇ ġham ke aṅgāre
aur āheṅ bharo to rusvāī hai
allā duhāī hai …