कभी कभी मेरे दिल में, खयाल आता हैं फ़्रोम थे मोविए
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
के जैसे तुझको बनाया गया है मेरे लिये
तू अबसे पहले सितारों में बस रही थी कहीं
तुझे ज़मीं पे बुलाया गया है मेरे लिये
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
के ये बदन ये निगाहें मेरी अमानत हैं
ये गेसुओं की घनी छाँव हैं मेरी ख़ातिर
ये होंठ और ये बाहें मेरी अमानत हैं
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
के जैसे तू मुझे चाहेगी उम्र भर यूँही
उठेगी मेरी तरफ़ प्यार की नज़र यूँही
मैं जानता हूँ के तू ग़ैर है मगर यूँही
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
के जैसे बजती हैं शहनाइयां सी राहों में
सुहाग रात है घूँघट उठा रहा हूँ मैं (2)
सिमट रही है तू शरमा के मेरी बाहों में
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
kabhī kabhī mere dil meṅ, khayāl ātā hai
ke jaise tujhko banāyā gayā hai mere liye
tū abse pahle sitāroṅ meṅ bas rahī thī kahīṅ
tujhe zamīṅ pe bulāyā gayā hai mere liye
kabhī kabhī mere dil meṅ, khayāl ātā hai
kabhī kabhī mere dil meṅ, khayāl ātā hai
ke ye badan ye nigāheṅ merī amānat haiṅ
ye gesuoṅ kī ghanī chhāṇv haiṅ merī khātir
ye hoṅṭh aur ye bāheṅ merī amānat haiṅ
kabhī kabhī mere dil meṅ, khayāl ātā hai
kabhī kabhī mere dil meṅ, khayāl ātā hai
ke jaise tū mujhe chāhegī umr bhar yūṇhī
uṭhegī merī taraf pyār kī nazar yūṇhī
maiṅ jāntā hūṇ ke tū ġhair hai magar yūṇhī
kabhī kabhī mere dil meṅ, khayāl ātā hai
kabhī kabhī mere dil meṅ, khayāl ātā hai
ke jaise bajtī haiṅ śhahnāiyāṅ sī rāhoṅ meṅ
suhāg rāt hai ghūṇghaṭ uṭhā rahā hūṇ maiṅ (2)
simaṭ rahī hai tū śharmā ke merī bāhoṅ meṅ
kabhī kabhī mere dil meṅ, khayāl ātā hai