कभी जो भूलना चाहूं ... मुझे तुम याद आते हो
कभी जो भूलना चाहूं न जाने क्यूं मेरे दिलबर
मुझे तुम याद आते हो ओ मुझे तुम याद आते हो
मुझे तुम याद आते …
कभी सावन के मौसम में अगर गाए कहीं कोयल
किसी मेहंदी की टहनी पर न जाने क्यूं मेरे दिलबर
मुझे तुम याद आते …
किसी के हाथ से छूटे अगर शीशे का पैमाना
छलक जाए अगर सागर न जाने क्यूं मेरे दिलबर
मुझे तुम याद आते …
मुझे क्यूं याद आते हो
kabhī jo bhūlnā chāhūṅ na jāne kyūṅ mere dilbar
mujhe tum yād āte ho o mujhe tum yād āte ho
mujhe tum yād āte …
kabhī sāvan ke mausam meṅ agar gāe kahīṅ koyal
kisī mehaṅdī kī ṭahnī par na jāne kyūṅ mere dilbar
mujhe tum yād āte …
kisī ke hāth se chhūṭe agar śhīśhe kā paimānā
chhalak jāe agar sāgar na jāne kyūṅ mere dilbar
mujhe tum yād āte …
mujhe kyūṅ yād āte ho