Kabar k‌yaa thee ki gham khaanaa paregaa

कबर क्‌या थी कि ग़म खाना पड़ेगा
Year
Language

र: ख़बर क्‌या थी कि ग़म खाना पड़ेगा
मुहब्बत करके पछताना पड़ेगा
श: वफ़ाओं पर सितम ढाना पड़ेगा
हमें उनसे बिछड़ जाना पड़ेगा

र: न देखा जायेगा ख़ून-ए-तमन्ना -2
तेरी महफ़िल से अब जाना पड़ेगा
ख़बर क्‌या थी कि ग़म खाना पड़ेगा
मुहब्बत करके पछताना पड़ेगा

श: न था मालूम आयेंगे ये दिन भी -2
कभी रोना कभी गाना पड़ेगा
वफ़ाओं पर सितम ढाना पड़ेगा
हमें उनसे बिछड़ जाना पड़ेगा

र: भुला दे हाँ भुला दे याद उनकी -2
येही अब दिल को समझाना पड़ेगा
ख़बर क्‌या थी कि ग़म खाना पड़ेगा
मुहब्बत करके पछताना पड़ेगा

श: न निकलेंगे अगर अरमान दिल के -2
यूँ ही घुट-घुट के मर जाना पड़ेगा
वफ़ाओं पर सितम ढाना पड़ेगा
हमें उनसे बिछड़ जाना पड़ेगा

ra: khabar k‌yā thī ki ġham khānā paṛegā
muhabbat karke pachhtānā paṛegā
śha: vafāoṅ par sitam ḍhānā paṛegā
hameṅ unse bichhaṛ jānā paṛegā

ra: na dekhā jāyegā khūn-e-tamannā -2
terī mahafil se ab jānā paṛegā
khabar k‌yā thī ki ġham khānā paṛegā
muhabbat karke pachhtānā paṛegā

śha: na thā mālūm āyeṅge ye din bhī -2
kabhī ronā kabhī gānā paṛegā
vafāoṅ par sitam ḍhānā paṛegā
hameṅ unse bichhaṛ jānā paṛegā

ra: bhulā de hāṇ bhulā de yād unkī -2
yehī ab dil ko samjhānā paṛegā
khabar k‌yā thī ki ġham khānā paṛegā
muhabbat karke pachhtānā paṛegā

śha: na nikleṅge agar armān dil ke -2
yūṇ hī ghuṭ-ghuṭ ke mar jānā paṛegā
vafāoṅ par sitam ḍhānā paṛegā
hameṅ unse bichhaṛ jānā paṛegā