दिल तोड़ के न जाइयो बरसात का मौसम है
दिल तोड़ के न जाइयो बरसात का मौसम है
हमें छोड़ के न जइयो बरसात का मौसम है
पानी में जल न जाए यह भीगा बदन मेरा
आओ न
इक आग है सीने में सावन का महीना है
प्यासी ये जवानी है और साथ हसीना है
बादल बरस रहे हैं बिजली चमक रही है
बाहों में सिमट अइयो बरसात का मौसम है
दिल तोड़ के न जाइयो …
कुछ लोग ज़माने में इस प्यार से जलते हैं
दो प्यार के प्यासे दिल हर हाल में मिलते हैं
मिलते हैं मिलने वाले जलते हैं जलने वाले
लोगों से न घबरइयो बरसात का मौसम है
दिल तोड़ के न जाइयो …
dil toṛ ke na jāiyo barsāt kā mausam hai
hameṅ chhoṛ ke na jaiyo barsāt kā mausam hai
pānī meṅ jal na jāe yah bhīgā badan merā
āo na
ik āg hai sīne meṅ sāvan kā mahīnā hai
pyāsī ye javānī hai aur sāth hasīnā hai
bādal baras rahe haiṅ bijlī chamak rahī hai
bāhoṅ meṅ simaṭ aiyo barsāt kā mausam hai
dil toṛ ke na jāiyo …
kuchh log zamāne meṅ is pyār se jalte haiṅ
do pyār ke pyāse dil har hāl meṅ milte haiṅ
milte haiṅ milne vāle jalte haiṅ jalne vāle
logoṅ se na ghabaraiyo barsāt kā mausam hai
dil toṛ ke na jāiyo …