कब मैने ये सोचा था ... मेरे महबूब मेरे सनम्
कब मैने ये सोचा था कब मैने ये जाना था
तुम इतने बदल जाओगे तुम इतना मुझे चाहोगे
तुम इतना प्यार करोगे तुम यूं इकरार करोगे
मेरे महबूब मेरे सनम शुक्रिया मेहरबानी करम
कब मैने ये सोचा …
आँखों में जो नर्मी है पहले तो नहीं थी
साँसों में जो गर्मी है पहले तो नहीं थी
पहले तो ना यूँ छाईं थीं ज़ुल्फ़ों की घटाएं
पहले तो ना यूँ महकी थीं आंचल की हवाएं
पहले तो नहीं आती थीं तुमको ये अदाएं
आज कितने हसीं हैं सितम
शुक्रिया मेहरबानी …
तुम पर मेरे प्यार का जादू पहले तो नहीं था
दिल जैसा है बेकाबू पहले तो नहीं था
पहले तो नहीं होती थीं यूं प्यार की बातें
हैरान हूँ मैं सुन के सरकार की बातें
इकरार की बातें हों या इंकार की बातें
बात छेड़ी तो है कम से कम
शुक्रिया मेहरबानी …
kab maine ye sochā thā kab maine ye jānā thā
tum itne badal jāoge tum itnā mujhe chāhoge
tum itnā pyār karoge tum yūṅ ikrār karoge
mere mahbūb mere sanam śhukriyā meharbānī karam
kab maine ye sochā …
āṇkhoṅ meṅ jo narmī hai pahle to nahīṅ thī
sāṇsoṅ meṅ jo garmī hai pahle to nahīṅ thī
pahle to nā yūṇ chhāīṅ thīṅ zulfoṅ kī ghaṭāeṅ
pahle to nā yūṇ mahkī thīṅ āṅchal kī havāeṅ
pahle to nahīṅ ātī thīṅ tumko ye adāeṅ
āj kitne hasīṅ haiṅ sitam
śhukriyā meharbānī …
tum par mere pyār kā jādū pahle to nahīṅ thā
dil jaisā hai bekābū pahle to nahīṅ thā
pahle to nahīṅ hotī thīṅ yūṅ pyār kī bāteṅ
hairān hūṇ maiṅ sun ke sarkār kī bāteṅ
ikrār kī bāteṅ hoṅ yā iṅkār kī bāteṅ
bāt chheṛī to hai kam se kam
śhukriyā meharbānī …