काँटा लगे निकल जाए मगर न निकले नज़र का तीर्
काँटा लगे निकल जाए मगर न निकले नज़र का तीर
बच जाए या मर जाए ये आशिक़ की तक़दीर
काँटा लगे निकल जाए …
ये दुनिया जाने न जाने हम एक दूजे के दीवाने
दिल में तेरी याद सनम आँखों में तेरी तस्वीर
काँटा लगे निकल जाए …
फूल कहीं कहीं ये खिलता है प्यार कहां सबको मिलता है
किसी किसी के हाथ में होती है ये प्रेम लकीर
काँटा लगे निकल जाए …
ये दुनिया है भूल भुलैया थाम ले सैयां मेरी बईयां
हम दोनों फिर बिछड़ न जाएं मैं रांझा तू हीर
काँटा लगे निकल जाए …
kāṇṭā lage nikal jāe magar na nikle nazar kā tīr
bach jāe yā mar jāe ye āśhiq kī taqdīr
kāṇṭā lage nikal jāe …
ye duniyā jāne na jāne ham ek dūje ke dīvāne
dil meṅ terī yād sanam āṇkhoṅ meṅ terī tasvīr
kāṇṭā lage nikal jāe …
phūl kahīṅ kahīṅ ye khiltā hai pyār kahāṅ sabko miltā hai
kisī kisī ke hāth meṅ hotī hai ye prem lakīr
kāṇṭā lage nikal jāe …
ye duniyā hai bhūl bhulaiyā thām le saiyāṅ merī baīyāṅ
ham donoṅ phir bichhaṛ na jāeṅ maiṅ rāṅjhā tū hīr
kāṇṭā lage nikal jāe …