Kaamosh saa afsaanaa paanee se likhaa hotaa

कामोश सा अफ़साना पानी से लिखा होता
Work
Year
Language

ख़ामोश-सा अफ़साना पानी से लिखा होता
न तुम ने कहा होता, न हम ने सुना होता
दिल्ल की बात न पूछ, दिल तो आता रहेगा
दिल बहकता रहा है, दिल बहकता रहेगा
दिल को हम ने कुछ समझाया होता
ख़ामोश-सा अफ़साना …

सहमे से रहते हैं, जब ये दिन ढलता है
एक दिया बुझता है, एक दिया जल्ता है
तुम ने कोई तो दीप जलाया होता
ख़ामोश-सा अफ़साना …

इतने साहिल ढूँढे, कोई न सामने आया
जब मँझधार में डूबे, साहिल थामने आया
तुम ने साहिल को पहले बिछाया होता
ख़ामोश-सा अफ़साना …

khāmośh-sā afsānā pānī se likhā hotā
na tum ne kahā hotā, na ham ne sunā hotā
dill kī bāt na pūchh, dil to ātā rahegā
dil bahaktā rahā hai, dil bahaktā rahegā
dil ko ham ne kuchh samjhāyā hotā
khāmośh-sā afsānā …

sahme se rahte haiṅ, jab ye din ḍhaltā hai
ek diyā bujhtā hai, ek diyā jaltā hai
tum ne koī to dīp jalāyā hotā
khāmośh-sā afsānā …

itne sāhil ḍhūṇḍhe, koī na sāmne āyā
jab mṇjhdhār meṅ ḍūbe, sāhil thāmne āyā
tum ne sāhil ko pahle bichhāyā hotā
khāmośh-sā afsānā …