काली रात जैसा जीवन सवेरा होगा क्या कभी
काली रात जैसा जीवन
सवेरा होगा क्या कभी
राहें ऐसी चुनी मैने शायद मुमक़िन नहीं कुछ ऐसे
कुछ ऐसी बेरहमी से ख़ुद शैतान हो जैसे
क्या-क्या कर डाला कहूँ मैं कैसे
सहमे न्यारे जो ख़्वाब देखे
ख़ुशियों से झिलमिलाते तारे
मुरझा चले हैं सारे
फिर एक दिन आयेगा ज़रूर
दूर करता रात अंधियारी
तब-तक ढूँढूँ मैं
वो चिंगारी
मैं वो इंसान को ढूँढूँ
खोई मुस्कान को ढूँढूँ
बस इक परछाईं हूँ
एक ख़ामोश गहराई हूँ -2
kālī rāt jaisā jīvan
saverā hogā kyā kabhī
rāheṅ aisī chunī maine śhāyad mumaqin nahīṅ kuchh aise
kuchh aisī berahmī se khud śhaitān ho jaise
kyā-kyā kar ḍālā kahūṇ maiṅ kaise
sahme nyāre jo khvāb dekhe
khuśhiyoṅ se jhilmilāte tāre
murjhā chale haiṅ sāre
phir ek din āyegā zarūr
dūr kartā rāt aṅdhiyārī
tab-tak ḍhūṇḍhūṇ maiṅ
vo chiṅgārī
maiṅ vo iṅsān ko ḍhūṇḍhūṇ
khoī muskān ko ḍhūṇḍhūṇ
bas ik parchhāīṅ hūṇ
ek khāmośh gahrāī hūṇ -2