काली नागिन के जैसी ज़ुल्फ़ें तेरी काली काली
काली नागिन के जैसी ज़ुल्फ़ें तेरी काली काली
सागर को मोती, और सूरज को तू देती है लाली
देखे जो तुझको, मन मेरा बोले
मन में बसी है, तू हौले हौले
काली काली नागिन के जैसी …
गाल हैं गोरे गोरे, होंठ हैं भरे रस के प्याले
चाल है बहकी बहकी, तू किसी पे भी डोरे डाले
रूप है तीखा तीखा, रंग है मेरा सबसे आला
हुस्न पे मर मिटता है चाहे हो कोई भी दिलवाला
देखे जो तुझको, मन मेरा बोले
मन में बसी है, तू हौले हौले …
मेरे दिल पे है तेरे प्यार का निशान हलका हलका
बेक़रारी का मेरे जाम है सनम छलका छलका
होश में न है कोई सब पे है तेरा जादू जादू
हैं कदम बहके बहके, खुद पे न मेरा क़ाबू, क़ाबू
देखे जो तुझको, मन मेरा बोले
मन में बसी है, तू हौले हौले …
kālī nāgin ke jaisī zulfeṅ terī kālī kālī
sāgar ko motī, aur sūraj ko tū detī hai lālī
dekhe jo tujhko, man merā bole
man meṅ basī hai, tū haule haule
kālī kālī nāgin ke jaisī …
gāl haiṅ gore gore, hoṅṭh haiṅ bhare ras ke pyāle
chāl hai bahkī bahkī, tū kisī pe bhī ḍore ḍāle
rūp hai tīkhā tīkhā, raṅg hai merā sabse ālā
husn pe mar miṭtā hai chāhe ho koī bhī dilvālā
dekhe jo tujhko, man merā bole
man meṅ basī hai, tū haule haule …
mere dil pe hai tere pyār kā niśhān halkā halkā
beqrārī kā mere jām hai sanam chhalkā chhalkā
hośh meṅ na hai koī sab pe hai terā jādū jādū
haiṅ kadam bahke bahke, khud pe na merā qābū, qābū
dekhe jo tujhko, man merā bole
man meṅ basī hai, tū haule haule …