काली घटा छाये मोरा जिया तरसाये
काली घटा छाये मोरा जिया तरसाये
ऐसे में कहीं कोई मिल जाये रे
बोलो किसी का क्या जाये रे, क्या जाये रे, क्या जाये
काली …
हूँ मैं कितनी अकेली वो ये जानते - 2
मेरे बेरंग जीवन को पहचानते
मेरे हाथों को थामें हँसे और हँसाये, मेरा दुख भुलाये
किसी का क्या जाये
काली …
उन्ही बगियन में डोलन में खोयी हुई
न तो जागी हुई सी न सोयी हुई
मेरे बालों मे कोई धीरे से आये, कली थक जाये (?)
किसी का क्या जाये
काली …
उसके रहें तकुन तलमलाती फिरूँ (?)
हर आहट पे नैन बिछती फिरूँ
वो जो आयेगा कल न क्यूँ आज आये, मेरा मन बसाये
किसी का क्या जाये
काली …
%
kālī ghaṭā chhāye morā jiyā tarsāye
aise meṅ kahīṅ koī mil jāye re
bolo kisī kā kyā jāye re, kyā jāye re, kyā jāye
kālī …
hūṇ maiṅ kitnī akelī vo ye jānte - 2
mere beraṅg jīvan ko pahchānte
mere hāthoṅ ko thāmeṅ hṇse aur hṇsāye, merā dukh bhulāye
kisī kā kyā jāye
kālī …
unhī bagiyan meṅ ḍolan meṅ khoyī huī
na to jāgī huī sī na soyī huī
mere bāloṅ me koī dhīre se āye, kalī thak jāye (?)
kisī kā kyā jāye
kālī …
uske raheṅ takun talamlātī phirūṇ (?)
har āhaṭ pe nain bichhtī phirūṇ
vo jo āyegā kal na kyūṇ āj āye, merā man basāye
kisī kā kyā jāye
kālī …
%