काले लिबास में बदन गोरा यूं लगे ईमान से
हाय हिल गया दिल
वो कैसे छुक छुक छुक छुक
हाय पड़ी मुश्किल
वो कैसे छुक छुक छुक छुक
काले लिबास में हाय
छुक छुक छुक
हाय काले लिबास में बदन गोरा यूं लगे ईमान से
जैसे हीरा निकल रहा हो कोयले की खान से
छुक छुक छुक
गुस्से से मुझको घूरती है
कुछ तो वजह होगी
झटका के ज़ुल्फ़ फेंकती है
कुछ तो वजह होगी
किस किस पे हाय किस किस पे किस किस अदा पे तेरी जाऊं मैं सदके
हर अदा है इक से इक बढ़के
ज़ुल्फ़ें उस पर ऐसे सिमटे जब तू मुड़े पलट के
कैसे
काली बदली का टुकड़ा हाय काली बदली का टुकड़ा
ज्यूं हट जाता हो चाँद से
मानो हीरा निकल रहा हो …
मुड़ मुड़ के मुझको देखती है
कुछ तो वजह होगी
जब मैं देखूं तो चौंकती है
कुछ तो वजह होगी
मुड़ मुड़ के हाय मुड़ मुड़ के मुड़ मुड़ के तकना अदाएं दिखाना
कुछ तो है तेरे भी दिल में बताना
देख मिलाकर नज़र नज़र से बेवजह इतरा न
यूं तो कायल कितने हाय यूं तो कायल कितने तेरे होंगे दिल और जान से
मेरे जैसा कोई दीवाना न होगा ईमान से
काले लिबास में बदन …
hāy hil gayā dil
vo kaise chhuk chhuk chhuk chhuk
hāy paṛī muśhkil
vo kaise chhuk chhuk chhuk chhuk
kāle libās meṅ hāy
chhuk chhuk chhuk
hāy kāle libās meṅ badan gorā yūṅ lage īmān se
jaise hīrā nikal rahā ho koyle kī khān se
chhuk chhuk chhuk
gusse se mujhko ghūrtī hai
kuchh to vajah hogī
jhaṭkā ke zulf pheṅktī hai
kuchh to vajah hogī
kis kis pe hāy kis kis pe kis kis adā pe terī jāūṅ maiṅ sadke
har adā hai ik se ik baṛhke
zulfeṅ us par aise simṭe jab tū muṛe palaṭ ke
kaise
kālī badlī kā ṭukaṛā hāy kālī badlī kā ṭukaṛā
jyūṅ haṭ jātā ho chāṇd se
māno hīrā nikal rahā ho …
muṛ muṛ ke mujhko dekhtī hai
kuchh to vajah hogī
jab maiṅ dekhūṅ to chauṅktī hai
kuchh to vajah hogī
muṛ muṛ ke hāy muṛ muṛ ke muṛ muṛ ke taknā adāeṅ dikhānā
kuchh to hai tere bhī dil meṅ batānā
dekh milākar nazar nazar se bevjah itrā na
yūṅ to kāyal kitne hāy yūṅ to kāyal kitne tere hoṅge dil aur jān se
mere jaisā koī dīvānā na hogā īmān se
kāle libās meṅ badan …