काहे को चंदा शीत भयो रे ... ओ बेटी मोरी करमन की गति न्यारी
काहे को चंदा शीत भयो रे काहे को सूरज अंगियारा
ओ मइया मोरी काहे को सूरज अंगियारा
सुख से चंदा शीत भयो रे दुख से सूरज अंगियारा
ओ बेटी मोरी करमन की गति न्यारी
काहे को बगुला भयो रे ऊजल काहे को कोयर कारी
ओ मइया मोरी काहे को कोयर कारी
सुख से बगुला भयो रे ऊजल दुख से कोयर कारी
ओ बेटी मोरी करमन की गति न्यारी
काहे को जमुना लागत कारी काहे को गंगा उजियारी
ओ मइया मोरी काहे को गंगा उजियारी
दुख से जमुना कारी भई रे सुख से गंगा उजियारी
ओ बेटी मोरी करमन की गति न्यारी
काहे को मोहे जनम दियो रे काहे को कर दई पराई
ओ मइया मोरी काहे कर दई पराई
खेल खेलन को जनम दियो रे सुख पावन को कर दई पराई
ओ बेटी मोरी करमन की गति न्यारी
kāhe ko chaṅdā śhīt bhayo re kāhe ko sūraj aṅgiyārā
o maiyā morī kāhe ko sūraj aṅgiyārā
sukh se chaṅdā śhīt bhayo re dukh se sūraj aṅgiyārā
o beṭī morī karman kī gati nyārī
kāhe ko bagulā bhayo re ūjal kāhe ko koyar kārī
o maiyā morī kāhe ko koyar kārī
sukh se bagulā bhayo re ūjal dukh se koyar kārī
o beṭī morī karman kī gati nyārī
kāhe ko jamunā lāgat kārī kāhe ko gaṅgā ujiyārī
o maiyā morī kāhe ko gaṅgā ujiyārī
dukh se jamunā kārī bhaī re sukh se gaṅgā ujiyārī
o beṭī morī karman kī gati nyārī
kāhe ko mohe janam diyo re kāhe ko kar daī parāī
o maiyā morī kāhe kar daī parāī
khel khelan ko janam diyo re sukh pāvan ko kar daī parāī
o beṭī morī karman kī gati nyārī