Kaabe men raho ... chaahe yah maano vo maano

काबे में रहो ... चाहे यह मानो वो मानो
Work
Year
Language

ब: काबे में रहो या काशी में
हाँ
निस्बत तो उसी की ज़ात से है
म: हाँ
तुम राम कहो के रहीम कहो
मतलब तो उसी की बात से है
दो: मतलब तो उसी की बात से है

ब: ये मस्जिद है वो बुतखाना -2
दो: चाहे ये मानो चाहे वो मानो -2
मानो ये मानो चाहे वो मानो

ब: ये मस्जिद है वो बुतखाना
चाहे ये मानो चाहे वो मानो
म: भई
मकसद तो है दिल को समझाना -2
दो: मानो ये मानो चाहे वो मानो

ब: ये मस्जिद है वो बुतखाना
को: ये मस्जिद है वो बुतखाना
म: मकसद तो है दिल को समझाना
को: मकसद तो है दिल को समझाना
म: ये मस्जिद है वो बुतखाना
मकसद तो है दिल को समझाना
को: चाहे ये मानो चाहे वो मानो -2

( हाँ
ये शेख़-ओ-बरहमन के झगड़े ) -2
सब नासमझी की बाते हैं
हमने तो है बस इतना जाना
भई हमने तो है बस इतना जाना
चाहे ये मानो चाहे वो मानो

गर जज़्ब-ए-मुहब्बत सादिक हो
हर दर से मुरादे मिलती हैं
मंदिर से मुरादे मिलती हैं
मस्जिद से मुरादे मिलती हैं
काबे से मुरादे मिलती हैं
काशी से मुरादे मिलती हैं
हर घर है उसी का काशाना
भई हर घर है उसी का काशाना
चाहे ये मानो चाहे वो मानो

ये मस्जिद है वो बुतखाना
मकसद तो है दिल को समझाना
चाहे ये मानो चाहे वो मानो

ba: kābe meṅ raho yā kāśhī meṅ
hāṇ
nisbat to usī kī zāt se hai
ma: hāṇ
tum rām kaho ke rahīm kaho
matalab to usī kī bāt se hai
do: matalab to usī kī bāt se hai

ba: ye masjid hai vo butkhānā -2
do: chāhe ye māno chāhe vo māno -2
māno ye māno chāhe vo māno

ba: ye masjid hai vo butkhānā
chāhe ye māno chāhe vo māno
ma: bhaī
makasad to hai dil ko samjhānā -2
do: māno ye māno chāhe vo māno

ba: ye masjid hai vo butkhānā
ko: ye masjid hai vo butkhānā
ma: makasad to hai dil ko samjhānā
ko: makasad to hai dil ko samjhānā
ma: ye masjid hai vo butkhānā
makasad to hai dil ko samjhānā
ko: chāhe ye māno chāhe vo māno -2

( hāṇ
ye śhekh-o-barahman ke jhagaṛe ) -2
sab nāsamjhī kī bāte haiṅ
hamne to hai bas itnā jānā
bhaī hamne to hai bas itnā jānā
chāhe ye māno chāhe vo māno

gar jazab-e-muhabbat sādik ho
har dar se murāde miltī haiṅ
maṅdir se murāde miltī haiṅ
masjid se murāde miltī haiṅ
kābe se murāde miltī haiṅ
kāśhī se murāde miltī haiṅ
har ghar hai usī kā kāśhānā
bhaī har ghar hai usī kā kāśhānā
chāhe ye māno chāhe vo māno

ye masjid hai vo butkhānā
makasad to hai dil ko samjhānā
chāhe ye māno chāhe vo māno