का करूँ सजनी, आये न बालम्
का करूँ सजनी, आए न बालम
खोज रही हैं पिया परदेसी अँखियाँ - 2
आए न बालम
जब भी कोई, आहट होए, मनवा मोरा भागे
देखो कहीं, टूटे नहीं, प्रेम के ये धागे
ये मतवारी प्रीत हमारी
छुपे न छुपाए - (2)
सावन हो तुम मैं हूँ तोरी बदरिया
आये न बालम, का करूँ…
भोर भई और, साँझ ढली रे, समय ने ली अंगड़ाई
ये जग सारा, नींद से हारा, मोहे नींद न आई
मैं घबराऊँ, डर डर जाऊँ
आए वो न आए - (2)
राधा बुलाए कहाँ खोए हो कन्हैय्या
आए न बालम, का करूँ…
kā karūṇ sajnī, āe na bālam
khoj rahī haiṅ piyā pardesī aṇkhiyāṇ - 2
āe na bālam
jab bhī koī, āhaṭ hoe, manvā morā bhāge
dekho kahīṅ, ṭūṭe nahīṅ, prem ke ye dhāge
ye matvārī prīt hamārī
chhupe na chhupāe - (2)
sāvan ho tum maiṅ hūṇ torī badriyā
āye na bālam, kā karūṇ…
bhor bhaī aur, sāṇjh ḍhalī re, samay ne lī aṅgaṛāī
ye jag sārā, nīṅd se hārā, mohe nīṅd na āī
maiṅ ghabrāūṇ, ḍar ḍar jāūṇ
āe vo na āe - (2)
rādhā bulāe kahāṇ khoe ho kanhaiyyā
āe na bālam, kā karūṇ…