जुर्म-ए-उल्फ़त पे हमें लोग सज़ा देते हैं
जुर्म-ए-उल्फ़त पे हमें लोग सज़ा देते हैं - 2
कैसे नादान हैं, शोलों को हवा देते हैं
कैसे नादान हैं
हमसे दीवाने कहीं तर के वफ़ा करते हैं - 2
जान जाये कि रहे बात निभा देते हैं
जान जाये…
आप दौलत के तराज़ू मैं दिलों को तौलें - 2
हम मोहब्बत से मोहब्बत का सिला देते हैं
हम मोहब्बत से…
तख़्त क्या चीज़ है और लाल-ओ-जवाहर क्या है - 2
इश्क़ वाले तो खुदाई भी लुट देते हैं
इश्क़ वाले …
हमने दिल दे भी दिया एहद-ए-वफ़ा ले भी लिया - 2
आप अब शोख से देदें जो सज़ा देते हैं
जुर्म-ए-उल्फ़त पे हमें लोग सज़ा देते हैं
jurm-e-ulfat pe hameṅ log sazā dete haiṅ - 2
kaise nādān haiṅ, śholoṅ ko havā dete haiṅ
kaise nādān haiṅ
hamse dīvāne kahīṅ tar ke vafā karte haiṅ - 2
jān jāye ki rahe bāt nibhā dete haiṅ
jān jāye…
āp daulat ke tarāzū maiṅ diloṅ ko tauleṅ - 2
ham mohabbat se mohabbat kā silā dete haiṅ
ham mohabbat se…
takht kyā chīz hai aur lāl-o-javāhar kyā hai - 2
iśhq vāle to khudāī bhī luṭ dete haiṅ
iśhq vāle …
hamne dil de bhī diyā ehad-e-vafā le bhī liyā - 2
āp ab śhokh se dedeṅ jo sazā dete haiṅ
jurm-e-ulfat pe hameṅ log sazā dete haiṅ