जुन्ग्ले है आधी रात है लगने लगा है डर्
jungle है आधी रात है लगने लगा है डर
दुनिया को भूल जाऊँ कुछ ऐसी बात कर
डरने वाली क्या बात है जब साथ में है दिलबर
आजा मेरी बाहों में सो जा रख के सर
हाय jungle है आधी रात …
दिल में क्या होती है हलचल
बेताबी छाई है पलपल
गालों की रंगत लूं
ले ले ओ मैं तो यही चाहती हूँ
तन्हाई का आलम तारे भी सोए हैं
हम भी इक दूजे की चहत में खोए हैं
बाहर मौसम सर्दी का क्यूँ गर्मी है अंदर
हाय jungle है आधी रात …
तुझे पागल मैं कर दूँ कर दे
आगोश में भर लूँ भर ले
हाय सीने से लग जाऊँ लग जा
हो ये लो सनम आ गई
हो आँख तो खुली है लेकिन तुम सो गई हो
जानता हूँ मैं तुम दीवानी हो गई हो
हम दोनों आज अकेले कोई भी ना घर पर
jungle है आधी रात …
jungle hai ādhī rāt hai lagne lagā hai ḍar
duniyā ko bhūl jāūṇ kuchh aisī bāt kar
ḍarne vālī kyā bāt hai jab sāth meṅ hai dilbar
ājā merī bāhoṅ meṅ so jā rakh ke sar
hāy jungle hai ādhī rāt …
dil meṅ kyā hotī hai halchal
betābī chhāī hai palpal
gāloṅ kī raṅgat lūṅ
le le o maiṅ to yahī chāhtī hūṇ
tanhāī kā ālam tāre bhī soe haiṅ
ham bhī ik dūje kī chahat meṅ khoe haiṅ
bāhar mausam sardī kā kyūṇ garmī hai aṅdar
hāy jungle hai ādhī rāt …
tujhe pāgal maiṅ kar dūṇ kar de
āgośh meṅ bhar lūṇ bhar le
hāy sīne se lag jāūṇ lag jā
ho ye lo sanam ā gaī
ho āṇkh to khulī hai lekin tum so gaī ho
jāntā hūṇ maiṅ tum dīvānī ho gaī ho
ham donoṅ āj akele koī bhī nā ghar par
jungle hai ādhī rāt …