Jumme kee raat ho yaa din jummeraat kaa

जुम्मे की रात हो या दिन जुम्मेरात का
Year
Language

जुम्मे की रात हो या दिन जुम्मेरात का
करके जाना गोरी वादा मुलाक़ात का

पीर की रात और दिन इतवार का
किया है वादा मैने पिया तोसे प्यार का

याद है गोरी तेरा छिप छिप के मिलना
दुनिया की नज़रों से बच बच के चलना
ये न पूछो पिया बीती कैसे रतियां
कर गईं जादू तेरी नीली अँखियाँ
मीठा मीठा दर्द है नज़रों के वार का
किया है वादा मैने …

निकलो न गलियों में बन ठन के गोरी
ऐसी ही बातों से खुलती है चोरी
दुनिया ने रोके अगर तेरे मेरे रास्ते
आऊंगी उड़ के पिया मिलने के वास्ते
संग मेरे तू है नहीं डर मोहे मझधार का
किया है वादा मैने …

jumme kī rāt ho yā din jummerāt kā
karke jānā gorī vādā mulāqāt kā

pīr kī rāt aur din itvār kā
kiyā hai vādā maine piyā tose pyār kā

yād hai gorī terā chhip chhip ke milnā
duniyā kī nazroṅ se bach bach ke chalnā
ye na pūchho piyā bītī kaise ratiyāṅ
kar gaīṅ jādū terī nīlī aṇkhiyāṇ
mīṭhā mīṭhā dard hai nazroṅ ke vār kā
kiyā hai vādā maine …

niklo na galiyoṅ meṅ ban ṭhan ke gorī
aisī hī bātoṅ se khultī hai chorī
duniyā ne roke agar tere mere rāste
āūṅgī uṛ ke piyā milne ke vāste
saṅg mere tū hai nahīṅ ḍar mohe majhdhār kā
kiyā hai vādā maine …