sāṇchā nām terā, sāṇchā nām terā
tū śhām merā sāṇchā nām terā, tū śhām merā
sagrā jagat hai jhūṭhā sāthī, ṭūṭe dīpak bujh jāe bātī
har raṅg meṅ tū saṅg meṅ hai, chāhe sāṇjh ho chāhe saverā
sāṇchā nām terā, tū śhām merā sāṇchā nām terā
maiṅ tujhmeṅ khoī re, dūjā nā koī re
jāgī yā soī re, tū ek apnā jīvan sapnā
sagrā jagat hai jhūṭhā sāthī, ṭūṭe dīpak bujh jāe bātī
maine bigāṛā har kām apnā, tūne sṇvārā har kām merā
sāṇchā nām terā, tū śhām merā sāṇchā nām terā
duḥakh sukh kī dhārā, tū hai kinārā
manmohan pyārā, sab kā khevaiyā kṛṣhṇ kanhaiyā
sagrā jagat hai jhūṭhā sāthī, ṭūṭe dīpak bujh jāe bātī
toṛke ye man maṅdir banā lūṇ, ho man ke maṅdir meṅ dhām terā
sāṇchā nām terā, tū śhām merā sāṇchā nām terā