Title (Indic)हमें तो शाम-ए-ग़म में काटनी है ज़िंदगी अपनी WorkJugnu Year1947 LanguageHindi Credits Role Artist Music Feroz Nizami Performer Noor Jehan Writer Asghar Sarhadi Writer M G Adeeb LyricsHindiहमें तो शाम-ए-ग़म में काटनी है ज़िंदगी अपनी -2 जहाँ वो है वहीं ऐ चाँद ले जा चाँदनी अपनी -2 अगर कुछ थी तो बस ये थी तमन्ना आख़िरी अपनी-2 कि तुम साहिल पे होते, और कश्ती डूबती अपनी-2 तक़ाज़ा है यही दिल का, वहीं चलिये, वहीं चलिये-2 वो महफ़िल, हाए जिस महफ़िल में दुनिया लुट गई अपनी-2 हमें तो शाम-ए-ग़म में काटनी है ज़िन्दगी अपनी ख़ुदा के पास से ज़ालिम, घड़ी भर के लिये आ जा घड़ी भर के लिये आजा बुझा है तेरे दामन पे शमा-ए-ज़िंदगी अपनी-2 हमें तो शाम-ए-ग़म में काटनी है ज़िंदगी अपनी हमें तो … Englishhameṅ to śhām-e-ġham meṅ kāṭnī hai ziṅdgī apnī -2 jahāṇ vo hai vahīṅ ai chāṇd le jā chāṇdnī apnī -2 agar kuchh thī to bas ye thī tamannā ākhirī apnī-2 ki tum sāhil pe hote, aur kaśhtī ḍūbtī apnī-2 taqāzā hai yahī dil kā, vahīṅ chaliye, vahīṅ chaliye-2 vo mahafil, hāe jis mahafil meṅ duniyā luṭ gaī apnī-2 hameṅ to śhām-e-ġham meṅ kāṭnī hai zindgī apnī khudā ke pās se zālim, ghaṛī bhar ke liye ā jā ghaṛī bhar ke liye ājā bujhā hai tere dāman pe śhamā-e-ziṅdgī apnī-2 hameṅ to śhām-e-ġham meṅ kāṭnī hai ziṅdgī apnī hameṅ to …