जूड़े में गजरा मत बाँधो, मेरा गीत महक जायेगा
मेरी प्रीत सुलग जायेगी, मेरा प्यार छलक जायेगा
जब तुम लेती हो अँगड़ाई
दिल की धड़कन बढ़ जाती है
पैरों में घुँघरू मत बाँधो, कोई राह भटक जायेगा
तेरे अंगों के मध्यम में प्यासे गीतों का सरगम है
सज-धज कर इतना मत डोलो, कोई राग बहक जायेगा
jūṛe meṅ gajrā mat bāṇdho, merā gīt mahak jāyegā
merī prīt sulag jāyegī, merā pyār chhalak jāyegā
jab tum letī ho aṇgaṛāī
dil kī dhaṛkan baṛh jātī hai
pairoṅ meṅ ghuṇghrū mat bāṇdho, koī rāh bhaṭak jāyegā
tere aṅgoṅ ke madhyam meṅ pyāse gītoṅ kā sargam hai
saj-dhaj kar itnā mat ḍolo, koī rāg bahak jāyegā