Joohee meree jaan-e-jaan main hoon teraa deevaanaa

जूही मेरी जान-ए-जां मैं हूँ तेरा दीवाना
Work
Year
Language

जूही मेरी जान-ए-जां मैं हूँ तेरा दीवाना
तेरे बिन गाए ना तू है नग़मा सुहाना
देखूँ तुझे चाहूँ तुझे हर जगह पाऊँ तुझे
मेरे हसीं ख्वाबों का है तू संगम
जूही मेरी जान-ए-जां …

भोर उजियाली सी तू है धूप सुरीली तू है
शाम की लाली में तू है रात नशीली तू है
बाग में भंवरा जो आता गीत तेरे ही गाता
झोंका तुझको जब छू जाता खुश्बू तेरी ही लाता
देखूँ तुझे चाहूँ …

ओस के दर्पण में तू है झरना झिलमिल तू है
मोर के नर्तन में तू है बरखा रिमझिम तू है
उड़ता बादल भी रुक जाता पीछे तेरे वो आता
चलता मौसम भी थम जाता साथ तेरे वो आता
देखूँ तुझे चाहूँ …

jūhī merī jān-e-jāṅ maiṅ hūṇ terā dīvānā
tere bin gāe nā tū hai naġhmā suhānā
dekhūṇ tujhe chāhūṇ tujhe har jagah pāūṇ tujhe
mere hasīṅ khvāboṅ kā hai tū saṅgam
jūhī merī jān-e-jāṅ …

bhor ujiyālī sī tū hai dhūp surīlī tū hai
śhām kī lālī meṅ tū hai rāt naśhīlī tū hai
bāg meṅ bhaṅvrā jo ātā gīt tere hī gātā
jhoṅkā tujhko jab chhū jātā khuśhbū terī hī lātā
dekhūṇ tujhe chāhūṇ …

os ke darpaṇ meṅ tū hai jharnā jhilmil tū hai
mor ke nartan meṅ tū hai barkhā rimjhim tū hai
uṛtā bādal bhī ruk jātā pīchhe tere vo ātā
chaltā mausam bhī tham jātā sāth tere vo ātā
dekhūṇ tujhe chāhūṇ …