जूही जब से मैने देखा तुझे राहों में
जूही जब से मैने देखा तुझे राहों में
उसी पल तू ही आ गई निगाहों में
मन कहता तुझे भर लूँ मैं बाहों में
दिल रहता मेरा तेरी ही पनाहों में
तेरी आँखों का जादू छा गया मेरी नींद खो गई
ना जाने ये मुझको क्या हुआ अनहोनी हो गई
जूही जब से …
वो रुत भी नशीली थी वो शाम भी सुरीली थी
निगाहें जब मिली थीं जूही की कली खिली थी
हवा जो पुरवाई थी ज़ुल्फ़ें लहराई थीं
बदरिया छाई थी बरखा तब आई थी
जूही जब से …
बदन भीगा सारा था अनोखा सा नज़ारा था
वो रुत का इशारा था मैं दिल मेरा हारा था
वो सपना सलोना था हुआ जो वही होना था
ये दिल का खिलौना था मुझे तो इसे खोना था
जूही जब से …
jūhī jab se maine dekhā tujhe rāhoṅ meṅ
usī pal tū hī ā gaī nigāhoṅ meṅ
man kahtā tujhe bhar lūṇ maiṅ bāhoṅ meṅ
dil rahtā merā terī hī panāhoṅ meṅ
terī āṇkhoṅ kā jādū chhā gayā merī nīṅd kho gaī
nā jāne ye mujhko kyā huā anhonī ho gaī
jūhī jab se …
vo rut bhī naśhīlī thī vo śhām bhī surīlī thī
nigāheṅ jab milī thīṅ jūhī kī kalī khilī thī
havā jo purvāī thī zulfeṅ lahrāī thīṅ
badriyā chhāī thī barkhā tab āī thī
jūhī jab se …
badan bhīgā sārā thā anokhā sā nazārā thā
vo rut kā iśhārā thā maiṅ dil merā hārā thā
vo sapnā salonā thā huā jo vahī honā thā
ye dil kā khilaunā thā mujhe to ise khonā thā
jūhī jab se …