Jogiyaa jogiyaa ve

जोगिया जोगिया वे
Year
Language

जोगिया जोगिया वे जोगिया जोगिया जोगिया वे

जोगिया जोगिया वे मेरे सोणे जोगिया जोगिया वे
सारी दुनिया छोड़ के हे हे हे हे

सारी दुनिया छोड़ के तेरे प्यार का जोग लिया

जोगिया जोगिया आ आ आ आ जोगिया जोगिया
जोगिया जोगिया हा हा हा हा जोगिया जोगिया

तेरे हवाले कर दिया मैने सारा जीवन अपना

सारा जीवन अपना
हो
जागी-जागी आँखों से भी देखूँ तेरा सपना

देखूँ तेरा सपना
हो
उड़ते बादल बहते पानी
उड़ते बादल बहते पानी जैसी मेरी कहानी जैसी मेरी कहानी

तेरा मेरा संगम हो नहीं सकता प्रेम-दीवानी

तेरे नाम की माला जपता अब मेरा जिया

कोयल बोली सरसों फूली महक उठी पुरवाई

महक उठी पुरवाई
चारों दिशाओं में चाहत की बजने लगी शहनाई

बजने लगी शहनाई
सूनी-सूनी माँग में सिंदूरी रंग है सजाना

सिंदूरी रंग है सजाना
आज़ादी की दुल्हन से है मुझ को ब्याह रचाना

मैंने भी तन-मन से तुझे माना मेरा पिया
%(ई अल्सो हवे बेलेइवेद थत योउ अरे म्य हुस्बन्द)

jogiyā jogiyā ve jogiyā jogiyā jogiyā ve

jogiyā jogiyā ve mere soṇe jogiyā jogiyā ve
sārī duniyā chhoṛ ke he he he he

sārī duniyā chhoṛ ke tere pyār kā jog liyā

jogiyā jogiyā ā ā ā ā jogiyā jogiyā
jogiyā jogiyā hā hā hā hā jogiyā jogiyā

tere havāle kar diyā maine sārā jīvan apnā

sārā jīvan apnā
ho
jāgī-jāgī āṇkhoṅ se bhī dekhūṇ terā sapnā

dekhūṇ terā sapnā
ho
uṛte bādal bahte pānī
uṛte bādal bahte pānī jaisī merī kahānī jaisī merī kahānī

terā merā saṅgam ho nahīṅ saktā prem-dīvānī

tere nām kī mālā japtā ab merā jiyā

koyal bolī sarsoṅ phūlī mahak uṭhī purvāī

mahak uṭhī purvāī
chāroṅ diśhāoṅ meṅ chāhat kī bajne lagī śhahnāī

bajne lagī śhahnāī
sūnī-sūnī māṇg meṅ siṅdūrī raṅg hai sajānā

siṅdūrī raṅg hai sajānā
āzādī kī dulhan se hai mujh ko byāh rachānā

maiṅne bhī tan-man se tujhe mānā merā piyā
%(ī also have beleived that you are my husband)