जोगी रे तू सच बतला मुझे जोगी
(जोगी रे)-2
तू सच बतला मुझे जोगी
बलम से बात कब होगी
(विरह के दिन कटेंगे कब)-2
मिलन की रात कब होगी
तू सच बतला मुझे जोगी
(है याद मुझे, मिले थे गले)-2
ग़मों से दूर चाँद तले
(जो शाम ढले जो दीप जले)-2
कभी तो भीगी पलकों में प्यार पले
तू सच बतला मुझे जोगी
बलम से बात कब होगी
(जिया रोये हँसें तारे)-2
बने हैं फूल अंगारेय
(किया किसने जुदा हमको)-2
जुदाई वाले तीर हमें कौन मारे
तू सच बतला मुझे जोगी
बलम से बात कब होगी
(jogī re)-2
tū sach batlā mujhe jogī
balam se bāt kab hogī
(virah ke din kaṭeṅge kab)-2
milan kī rāt kab hogī
tū sach batlā mujhe jogī
(hai yād mujhe, mile the gale)-2
ġhamoṅ se dūr chāṇd tale
(jo śhām ḍhale jo dīp jale)-2
kabhī to bhīgī palkoṅ meṅ pyār pale
tū sach batlā mujhe jogī
balam se bāt kab hogī
(jiyā roye hṇseṅ tāre)-2
bane haiṅ phūl aṅgārey
(kiyā kisne judā hamko)-2
judāī vāle tīr hameṅ kaun māre
tū sach batlā mujhe jogī
balam se bāt kab hogī