जोगी, हम तो लुट गये तेरे प्यार में
जोगी, हम तो लुट गये तेरे प्यार में
जाने तुझको,
हाय रे जाने तुझको खबर कब होगी
ओ हम तो लुट गये तेरे प्यार में
जाने तुझको हाय रे जाने तुझको खबर कब होगी
चन्दा भी देखा तारे भी देखे देखा सूरज बरसों
लेकिन जिस दिन तुझको देखा मन में फूटी सरसों
हाय रे जोगी …
चम्पा की डाल में अड़ी चुनरिया रांझे आके छुड़ाएं
जिस रांझे को दिल दे बैठी उस को लगन पराए
हाय रे जोगी …
बुरा हो इन बैरन अँखियों का कर बैठीं नादानी
पहले आग लगा दी मन में अब बरसाएं पानी
हाय रे जोगी …
jogī, ham to luṭ gaye tere pyār meṅ
jāne tujhko,
hāy re jāne tujhko khabar kab hogī
o ham to luṭ gaye tere pyār meṅ
jāne tujhko hāy re jāne tujhko khabar kab hogī
chandā bhī dekhā tāre bhī dekhe dekhā sūraj barsoṅ
lekin jis din tujhko dekhā man meṅ phūṭī sarsoṅ
hāy re jogī …
champā kī ḍāl meṅ aṛī chunriyā rāṅjhe āke chhuṛāeṅ
jis rāṅjhe ko dil de baiṭhī us ko lagan parāe
hāy re jogī …
burā ho in bairan aṇkhiyoṅ kā kar baiṭhīṅ nādānī
pahle āg lagā dī man meṅ ab barsāeṅ pānī
hāy re jogī …