जो मैं ऐसा जान्णती ... नगर ढिंढोरा पीटती प्रीत न कीजो कोय्
जो मैं ऐसा जान्णती प्रीत किए दुःख होय
नगर ढिंढोरा पीटती प्रीत न कीजो कोय
ज्यों चन्दा हो बिना रात तेरे बिना जीवन मेरा
ज्यों चन्दा हो बिना रात
बैरी तुझे भूलना नहीं तुझको भूलना
नहीं मेरे बस की बात
जो मैं ऐसा जाणती उमर कटेगी रोय
नगर ढिंढोरा पीटती …
रट रट थारो नाम हो देख सजना मर जाऊंगी
रट रट थारो नाम
हो म्हारे साथ न छोड़ियो पड़ूं मैं तुम्हारे पांव
जो मैं ऐसा जाणती मांझी नाव डुबोय
नगर ढिंढोरा पीटती …
जाण भी तुझपर वार दूं दिल तो दिया है तोय
कठिन है खोना प्यार का प्राण खोय तो खोय
जो मैं ऐसा जाणती नैन मिले दुख होय
नगर ढिंढोरा पीटती …
jo maiṅ aisā jānṇtī prīt kie duḥakh hoy
nagar ḍhiṅḍhorā pīṭtī prīt na kījo koy
jyoṅ chandā ho binā rāt tere binā jīvan merā
jyoṅ chandā ho binā rāt
bairī tujhe bhūlnā nahīṅ tujhko bhūlnā
nahīṅ mere bas kī bāt
jo maiṅ aisā jāṇtī umar kaṭegī roy
nagar ḍhiṅḍhorā pīṭtī …
raṭ raṭ thāro nām ho dekh sajnā mar jāūṅgī
raṭ raṭ thāro nām
ho mhāre sāth na chhoṛiyo paṛūṅ maiṅ tumhāre pāṅv
jo maiṅ aisā jāṇtī māṅjhī nāv ḍuboy
nagar ḍhiṅḍhorā pīṭtī …
jāṇ bhī tujhapar vār dūṅ dil to diyā hai toy
kaṭhin hai khonā pyār kā prāṇ khoy to khoy
jo maiṅ aisā jāṇtī nain mile dukh hoy
nagar ḍhiṅḍhorā pīṭtī …