जो हम ना मिलेंगे तो गुल ना खिलेंगे
जो हम ना मिलेंगे तो गुल ना खिलेंगे
है मिलना ज़रूरी हमारा सनम
जान की क़सम ओ मेरी जान की क़सम
ये कैसी है हलचल नहीं चैन एक पल
बताओ सनम
जान की क़सम …
समन्दर में उठती ये कैसी लहर है
मचलता है हर वक़्त ये कैसी उमर है
आजा मेरी बाँहों में आ
ऐसे न तू बातें बना
हटो छोड़ दो मुझे न सताओ
करो न मुझपे ऐसे सितम
जान की क़सम …
नज़र में बसा लो गले से तुम लगा लो
अगन जो लगी सनम
कुछ मुझे होने लगा
दिल मेरा हाँ खोने लगा
ये ज़ुल्फ़ें हटाओ चेहरा दिखाओ
तुम्हें देखे बिन जी न पाएंगे हम
जान की क़सम …
jo ham nā mileṅge to gul nā khileṅge
hai milnā zarūrī hamārā sanam
jān kī qasam o merī jān kī qasam
ye kaisī hai halchal nahīṅ chain ek pal
batāo sanam
jān kī qasam …
samandar meṅ uṭhtī ye kaisī lahar hai
machaltā hai har vaqt ye kaisī umar hai
ājā merī bāṇhoṅ meṅ ā
aise na tū bāteṅ banā
haṭo chhoṛ do mujhe na satāo
karo na mujhpe aise sitam
jān kī qasam …
nazar meṅ basā lo gale se tum lagā lo
agan jo lagī sanam
kuchh mujhe hone lagā
dil merā hāṇ khone lagā
ye zulfeṅ haṭāo chehrā dikhāo
tumheṅ dekhe bin jī na pāeṅge ham
jān kī qasam …