Jo haal dil kaa idhar ho rahaa hai

जो हाल दिल का इधर हो रहा है
Work
Year
Language

ईना मीना डीका डाई डम नीका माका नाका नाका चीका पीका रीका
ईना मीना डीका डीका डे डाई डम नीका
माका नाका माका नाका चीका पीका रोला रीका
रम पम पोश रम पम पोश
रम पम पोश रम पम पोश
रम पम पोश रम पम पोश

जो हाल दिल का इधर हो रहा है
वो हाल दिल का उधर हो रहा है
जान-ए-जां दिलों पे प्यार का
अजब सा असर हो रहा है
जो हाल दिल का …

गले से लगा लूं लबों पे सजा लूं
तेरे अफ़सानों को अपना बना लूं
दर्द है हल्का सा मगर हो रहा है
जान-ए-जां दिलों पे …

ये तुझको खबर है ये मुझको पता है
जो छाया धड़कन पे चाहत का नशा है
दीवाना तेरा बेखबर हो रहा है
जान-ए-जां दिलों पे …

īnā mīnā ḍīkā ḍāī ḍam nīkā mākā nākā nākā chīkā pīkā rīkā
īnā mīnā ḍīkā ḍīkā ḍe ḍāī ḍam nīkā
mākā nākā mākā nākā chīkā pīkā rolā rīkā
ram pam pośh ram pam pośh
ram pam pośh ram pam pośh
ram pam pośh ram pam pośh

jo hāl dil kā idhar ho rahā hai
vo hāl dil kā udhar ho rahā hai
jān-e-jāṅ diloṅ pe pyār kā
ajab sā asar ho rahā hai
jo hāl dil kā …

gale se lagā lūṅ laboṅ pe sajā lūṅ
tere afsānoṅ ko apnā banā lūṅ
dard hai halkā sā magar ho rahā hai
jān-e-jāṅ diloṅ pe …

ye tujhko khabar hai ye mujhko patā hai
jo chhāyā dhaṛkan pe chāhat kā naśhā hai
dīvānā terā bekhabar ho rahā hai
jān-e-jāṅ diloṅ pe …