Jo bhee mere dil pe beetaa ... ye to honaa hee thaa koee chaahe naa chaahe

जो भी मेरे दिल पे बीता ... ये तो होना ही था कोई चाहे ना चाहे
Year
Language

आ आ
जो भी मेरे दिल पे बीता प्यार की बाज़ी मैं ही जीता
रे ये तो होना ही था कोई चाहे ना चाहे
ये तो होना ही था …

हर गली को सजा दो रात को जगमगा दो
आज हर सुन्दरी को बालम संग नचा दो
हर एक डफ़ली के संग जमे पायल के रंग
छलके प्याले खुशी के हो छलके प्याले खुशी के
ये तो होना ही था …

मेरा ये जो जहां है
मेरा ये कल भी था आज भी यही मेरा
सपने सजा मेरे दिल मेरी भीगी पलक पे ना जा
रहे इतनी खबर नयन छलकें अगर
छलकें आँसूं खुशी के हो छलकें आँसुं खुशी के
ये तो होना ही था …

ज़िंदगी का ठिकाना
तूने हाँ कर दी जानी जी उठा मैं दीवाना
मुझे तो जब से यार मिला है तेरा प्यार
झूमता हूँ खुशी से हो झूमता हूँ खुशी से
ये तो होना ही था …

ā ā
jo bhī mere dil pe bītā pyār kī bāzī maiṅ hī jītā
re ye to honā hī thā koī chāhe nā chāhe
ye to honā hī thā …

har galī ko sajā do rāt ko jagamgā do
āj har sundrī ko bālam saṅg nachā do
har ek ḍaflī ke saṅg jame pāyal ke raṅg
chhalke pyāle khuśhī ke ho chhalke pyāle khuśhī ke
ye to honā hī thā …

merā ye jo jahāṅ hai
merā ye kal bhī thā āj bhī yahī merā
sapne sajā mere dil merī bhīgī palak pe nā jā
rahe itnī khabar nayan chhalkeṅ agar
chhalkeṅ āṇsūṅ khuśhī ke ho chhalkeṅ āṇsuṅ khuśhī ke
ye to honā hī thā …

ziṅdgī kā ṭhikānā
tūne hāṇ kar dī jānī jī uṭhā maiṅ dīvānā
mujhe to jab se yār milā hai terā pyār
jhūmtā hūṇ khuśhī se ho jhūmtā hūṇ khuśhī se
ye to honā hī thā …