जो भी कस्में खाईं थीं हमने ... क्या तुम्हें याद है
जो भी कस्में खाईं थीं हम ने
वादा किया था जो मिल के
तूने ही जीवन में लाया था मेरे सवेरा
क्या तुम्हें याद है
दिन वो बड़े हसीन थे रातें भी खुशनसीब थीं
तूने ही जीवन में …
जागे जागे रहते थे खोए खोए रहते थे
करते थे प्यार की बातें
कभी तनहाई में कभी पुरवाई में
होती थीं रोज़ मुलाकातें
तेरी इन बाहों में तेरी पनाहों में
मैने हर लम्हा गुज़ारा
तेरे इस चेहरे को चाँद सुनहरे को
मैने तो जिगर में उतारा
कितने तेरे करीब था मैं तो तेरा नसीब था
होँठों पे रहता था हर वक़्त बस नाम तेरा
क्या तुम्हें याद है
हां मुझे याद है
दिन के उजालों में ख़्वाबों खयालों में
मैने तुझे पल पल देखा
मेरी ज़िंदगानी तू मेरी कहानी तू
तू है मेरे हाथों की रेखा
मैने तुझे चाहा तो अपना बनाया तो
तूने मुझे दिल में बसाया
प्यार के रंगों से बहकी उमंगों से
तूने मेरा सपना सजाया
तेरे लबों को चूम के बाहों में तेरी झूम के
मैने बसाया था आँखों में तेरी बसेरा
क्या तुम्हें याद है
हां मुझे याद है
jo bhī kasmeṅ khāīṅ thīṅ ham ne
vādā kiyā thā jo mil ke
tūne hī jīvan meṅ lāyā thā mere saverā
kyā tumheṅ yād hai
din vo baṛe hasīn the rāteṅ bhī khuśhansīb thīṅ
tūne hī jīvan meṅ …
jāge jāge rahte the khoe khoe rahte the
karte the pyār kī bāteṅ
kabhī tanhāī meṅ kabhī purvāī meṅ
hotī thīṅ roz mulākāteṅ
terī in bāhoṅ meṅ terī panāhoṅ meṅ
maine har lamhā guzārā
tere is chehre ko chāṇd sunahre ko
maine to jigar meṅ utārā
kitne tere karīb thā maiṅ to terā nasīb thā
hoṇṭhoṅ pe rahtā thā har vaqt bas nām terā
kyā tumheṅ yād hai
hāṅ mujhe yād hai
din ke ujāloṅ meṅ khvāboṅ khayāloṅ meṅ
maine tujhe pal pal dekhā
merī ziṅdgānī tū merī kahānī tū
tū hai mere hāthoṅ kī rekhā
maine tujhe chāhā to apnā banāyā to
tūne mujhe dil meṅ basāyā
pyār ke raṅgoṅ se bahkī umaṅgoṅ se
tūne merā sapnā sajāyā
tere laboṅ ko chūm ke bāhoṅ meṅ terī jhūm ke
maine basāyā thā āṇkhoṅ meṅ terī baserā
kyā tumheṅ yād hai
hāṅ mujhe yād hai