जो भी देखे आपको देखता रह जाए
कु: जो भी देखे आपको देखता रह जाए -2
आप जिसे मिल जाएं उसकी ज़िन्दगी बन जाए -2
क: आप मेरी तारीफ़ें करके कर देंगे बदनाम -2
आपका जवाब नहीं आपको सलाम -2
कु: होंठ तेरे छूने को दिल मेरा दीवाना
चाहूँ सारे बदन पे लिख दूँ मैं चाहत का अफ़साना -2
क: सोचने का मौका मुझको भी दो जान-ए-जानां -2
इतनी जल्दी आप इतना आगे मत बढ़ जाना -2
कु: जो भी देखे आपको …
( आप बड़े ख़ूबसूरत चाहे दिल दिल ले लो
क: मैं भी चाहूँ किस को कैसे दिलबर को दिल दे दूँ ) -2
कु: प्यार हमें कब तक दे देंगी ये तो बतला दीजे -2
क: ये सोच के बताएंगे हम मिलते रहा कीजे -2
कु: जो भी देखे आपको …
ku: jo bhī dekhe āpko dekhtā rah jāe -2
āp jise mil jāeṅ uskī zindgī ban jāe -2
ka: āp merī tārīfeṅ karke kar deṅge badnām -2
āpkā javāb nahīṅ āpko salām -2
ku: hoṅṭh tere chhūne ko dil merā dīvānā
chāhūṇ sāre badan pe likh dūṇ maiṅ chāhat kā afsānā -2
ka: sochne kā maukā mujhko bhī do jān-e-jānāṅ -2
itnī jaldī āp itnā āge mat baṛh jānā -2
ku: jo bhī dekhe āpko …
( āp baṛe khūbsūrat chāhe dil dil le lo
ka: maiṅ bhī chāhūṇ kis ko kaise dilbar ko dil de dūṇ ) -2
ku: pyār hameṅ kab tak de deṅgī ye to batlā dīje -2
ka: ye soch ke batāeṅge ham milte rahā kīje -2
ku: jo bhī dekhe āpko …