जो भी चाहूं वो मैं पाऊं ... बस इतना सा ख्वाब है
जो भी चाहूं वो मैं पाऊं ज़िंदगी में जीत जाऊं
चाँद तारे तोड़ लाऊं सारी दुनिया पे मैं छाऊं
बस इतना सा ख्वाब है
यार तू भी सुन ज़रा आरज़ू मेरी है क्या
मान जा ए ख़ुदा इतनी है दुआ मैं बन जाऊं सबसे बड़ा
मेरे पीछे मेरे आगे हाथ जोड़ें दुनिया वाले
बस इतना सा ख्वाब है …
शान से रहूं सदा मुझ पर लोग हों फ़िदा
हसीनाएं दिल खोतीं
दिल पर कमल खिलें सोने का महल मिले
बरसने लगें हीरे मोती
मान जा ए ख़ुदा बस इतनी सी है दुआ
मैं ज्यादा नहीं मांगता
सारी दुनिया सारी ताकत सारी दुनिया में हो हुकूमत
बस इतना सा ख्वाब है …
jo bhī chāhūṅ vo maiṅ pāūṅ ziṅdgī meṅ jīt jāūṅ
chāṇd tāre toṛ lāūṅ sārī duniyā pe maiṅ chhāūṅ
bas itnā sā khvāb hai
yār tū bhī sun zarā ārazū merī hai kyā
mān jā e khudā itnī hai duā maiṅ ban jāūṅ sabse baṛā
mere pīchhe mere āge hāth joṛeṅ duniyā vāle
bas itnā sā khvāb hai …
śhān se rahūṅ sadā mujh par log hoṅ fidā
hasīnāeṅ dil khotīṅ
dil par kamal khileṅ sone kā mahal mile
barasne lageṅ hīre motī
mān jā e khudā bas itnī sī hai duā
maiṅ jyādā nahīṅ māṅgtā
sārī duniyā sārī tākat sārī duniyā meṅ ho hukūmat
bas itnā sā khvāb hai …