Jo beech bajriaa toone ... jab raat maan koee naa jaage aiyo

जो बीच बजरिआ तूने ... जब रात मां कोई ना जागे अइयो
Year
Language

जो बीच बजरिया तूने पकड़ी बईयां
मैं सबको बोल दूँगी
जब रात मां कोई ना जागे अइयो
मैं खिड़की खोल दूँगी
जो बीच बजरिया …

झूलने दो झूला साजन तुझे मैं झुलाऊँगी
कलियों की सेज पे मैं तुझको सुलाऊँगी
अपने होंठों का रस तेरे होंठों पे राजा
कसम से घोल दूँगी
जब रात मां …

करूँगी तेरी गुलामी तेरे नखरे उठाऊँगी
चढ़ती जवानी सारी तुझपे लुटाऊँगी
सोने चाँदी में इक दिन मोरे बांके बलमा
तुझे मैं तोल दूँगी
जब रात मां …

jo bīch bajriyā tūne pakaṛī baīyāṅ
maiṅ sabko bol dūṇgī
jab rāt māṅ koī nā jāge aiyo
maiṅ khiṛkī khol dūṇgī
jo bīch bajriyā …

jhūlne do jhūlā sājan tujhe maiṅ jhulāūṇgī
kaliyoṅ kī sej pe maiṅ tujhko sulāūṇgī
apne hoṅṭhoṅ kā ras tere hoṅṭhoṅ pe rājā
kasam se ghol dūṇgī
jab rāt māṅ …

karūṇgī terī gulāmī tere nakhre uṭhāūṇgī
chaṛhtī javānī sārī tujhpe luṭāūṇgī
sone chāṇdī meṅ ik din more bāṅke balmā
tujhe maiṅ tol dūṇgī
jab rāt māṅ …