Jo baat tujh men hai teree tasveer men naheen

जो बात तुझ में है तेरी तस्वीर में नहीं
Work
Year
Language

जो बात तुझ में है, तेरी तस्वीर में नहीं

रंगों में तेरा अक्स ढला, तू ना ढल सकी
साँसों की आँच, जिस्म की खुशबू ना ढल सकी
तुझ में जो लोच है, मेरी तहरीर में नहीं

बेजान हुस्न में कहा, रफ़्तार की अदा
इन्कार की अदा है, ना इकरार की अदा
कोई लचक भी जुल्फ-ए-गिरहगीर में नहीं

दुनिया में कोई चीज़ नहीं है तेरी तरह
फिर एक बार सामने आजा किसी तरह
क्या और एक झलक मेरी तकदीर में नहीं

jo bāt tujh meṅ hai, terī tasvīr meṅ nahīṅ

raṅgoṅ meṅ terā aks ḍhalā, tū nā ḍhal sakī
sāṇsoṅ kī āṇch, jism kī khuśhbū nā ḍhal sakī
tujh meṅ jo loch hai, merī tahrīr meṅ nahīṅ

bejān husn meṅ kahā, raftār kī adā
inkār kī adā hai, nā ikrār kī adā
koī lachak bhī julph-e-girahgīr meṅ nahīṅ

duniyā meṅ koī chīz nahīṅ hai terī tarah
phir ek bār sāmne ājā kisī tarah
kyā aur ek jhalak merī takdīr meṅ nahīṅ