जो अच्छा लगता है ... ये दिल क्या करे
जो अच्छा लगता है जो प्यारा लगता है
जब रहने लगे वो परे ये दिल क्या करे
जो अच्छा लगता है …
ज़िंदगी मेरी बिन तेरे क्या है दिल मेरा जानता है
लाख समझाऊँ अपने मन को दीवाना कब मानता है
रह रह के ये आहें भरे दिल क्या करे
जो अच्छा लगता है …
हर घड़ी तू ख़यालोँ में मेरे बस तुझे सोचती हूँ
जिस तरफ़ भी नज़र घूमती है मैं तुझे देखती हूँ
तेरे पीछे अगर ना फिरे ये दिल क्या करे
जो अच्छा लगता है …
jo achchhā lagtā hai jo pyārā lagtā hai
jab rahne lage vo pare ye dil kyā kare
jo achchhā lagtā hai …
ziṅdgī merī bin tere kyā hai dil merā jāntā hai
lākh samjhāūṇ apne man ko dīvānā kab māntā hai
rah rah ke ye āheṅ bhare dil kyā kare
jo achchhā lagtā hai …
har ghaṛī tū khayāloṇ meṅ mere bas tujhe sochtī hūṇ
jis taraf bhī nazar ghūmtī hai maiṅ tujhe dekhtī hūṇ
tere pīchhe agar nā phire ye dil kyā kare
jo achchhā lagtā hai …