जियरा धक धक धक बोले ... O बब! व्हत तो दो?
जियरा धक धक धक बोले
मन मोरा खाए हिचकोले
O baba! what to do? O baba! what to do?
कुछ कुछ हो रहा है मन में
हो न जाए कुछ दीवानेपन में
O baba! what to do? …
जाने है कैसा नशा जाने है कैसा असर
हाय फिसल रही है मेरी हर नज़र
ऐसे में तू ही बता जाए कोई किधर
आग जो इधर है वही है उधर
लागे नहीं अब जिया तेरे बिन
जिया जाए ना पिया तेरे बिन
O baba! what to do? …
देख ज़रा मिल के आईने में दिल के
जान-ए-जानां तेरी ही तस्वीर है
मेरे भी हाथ की ये जो लकीर है
कह रही है तू मेरी तकदीर है
जाने कब दिल करार पाए
तू मिले तो करार आए
O baba! what to do? …
jiyrā dhak dhak dhak bole
man morā khāe hichkole
O baba! what to do? O baba! what to do?
kuchh kuchh ho rahā hai man meṅ
ho na jāe kuchh dīvānepan meṅ
O baba! what to do? …
jāne hai kaisā naśhā jāne hai kaisā asar
hāy phisal rahī hai merī har nazar
aise meṅ tū hī batā jāe koī kidhar
āg jo idhar hai vahī hai udhar
lāge nahīṅ ab jiyā tere bin
jiyā jāe nā piyā tere bin
O baba! what to do? …
dekh zarā mil ke āīne meṅ dil ke
jān-e-jānāṅ terī hī tasvīr hai
mere bhī hāth kī ye jo lakīr hai
kah rahī hai tū merī takdīr hai
jāne kab dil karār pāe
tū mile to karār āe
O baba! what to do? …